Thursday, July 24, 2014

Chehray ka Rang Saf karna K Liye

Is ke liye podinay  ko pani main halki aanch per 20minute tak obalain aur chan ker frige main rakhain ya roz taza banaen.Rozana nahar moon ye pani do chammach pi liya karain chand dinon main rang surkh-o-safaid ho jae ga.


No comments:

Post a Comment